![Raaz Radhika Ka[hindi]](https://pbcdn.aoneroom.com/image/2026/02/06/40638185db8e04c81edc5bb9962bb4e4.png)
Raaz Radhika Ka[hindi]
MONDRAGON
Description
Mumbai ka mashhoor Kheruka parivaar, bahut khushaal tha, lekin jaise hi unhone apni badi beti Ananya ki shadi Shekhawati ki pustaini haweli se karne ki sochi, sab kuchh badal gaya. Ananya ke pita wahan shadi karne ke paksh me bilkul nahi the. Lekin ladke walon aur bachcho ki zid ke aage unki ek na chali. Haveli ke shan-o-shaukat ko dekhkar dulhe ki family aur doston ne yahin shaadi karne par zor diya, aur mazburi me unhe Shekhawati ki Haweli me shadi ke liye haami bharni padi. Shaadi ki raunak ke beech, iss parivar ke ek bhayanak rahasya se parda uth gaya. Akhir kya hua jab anjane me Ananya ki behan Khushbu ne haveli ke us band darwaze ko khol diya jo saalon se band pada tha. Us band darwaaze ke khulte hi, shuru hui ek adhuri dulhan ke khauf aur badle ki kahaani. Kya ye shehri premi- joda bacha payenge apna pyaar , ya fir hoga us adhuri dulhan ka shikaar?
Uploader
Related Works
Episodes (30)
Lal Ghunghat Ke Chhupe Raaz
Rohan Ki Duvidha
Besuri Shahnaiyon Ki Goonj
Dulhan Bani Khushbu
Ananya huyi Gayab
Ghunghat ka kahar
Aankh Micholi
Ghunghat Ka Mayajaal
Laapta Khushbu ki khoj
Dalit Basti me Khushbu