Chakravyuh : भारत के जांबाज़ अफ़सरों की सच्ची दास्तान[hindi]
Chakravyuh : भारत के जांबाज़ अफ़सरों की सच्ची दास्तान[hindi]

Chakravyuh : भारत के जांबाज़ अफ़सरों की सच्ची दास्तान[hindi]

Fallone Kouame

24 tracks
Biographies & Memoirs
Play

Description

Nilgiri ke junglon mein Veerappan ke atank par lagam lagani ho, ya Purvi Bihar mein naksaliyon ko unhi ke bhasha mein jawab dena. DIG Yash More ka militants ke khilaf kadak action ho, ya Assam ki sherni Sanjukta Parashar ka urgrawad par prahar – har jagah khaki vardi ne dikhaya hai apna asli dum. Is show mein aap milenge un real-life superheroes se, jo desh ke liye apna sab kuch daav par lagane se nahi hichkate. Saath hi janenge un daring operations ke bare mein, jo kisi chakravyuh ko todne se kam nahi the. Pesh hai – khaki ke dhamake aur crime ke chakravyuh ko cheer dene wali kahaniyan!

Uploader

maddie_star

maddie_star

Chakravyuh : भारत के जांबाज़ अफ़सरों की सच्ची दास्तान[hindi] - Listen Free | WowFM